Blood Donate Karna Jaiz hai ya Nahi
Category : Halaal & Haraam , Miscellaneous
Sawaal:
Hazrat… Kya Blood Donate Karna Jaiz hai ya Nahi??
Jawaab:
بسم الله الرحمن الرحيم
Khoon ka bechna jayez nahi, Baqi raha Mas’ala donate ka Toh Ashad zaroorat ki bina par atiya Hadya karskate hain taake Mareez ki Zindagi bahal ho
Magar yaad rahe ashad zaroorat ki bunyad par ijazat hai
Is par Ibne Hajr رحمه الله ne Fathulbari mein kuch kalaam kiye hain
Fatawa Rahimiya, Mahmoodul Fatawa Mein zikr hai ke ashad iztarabi surat mein mareez ko khoon hadya karsakte hain.
Wallahu Ta’ala A’lam.
-Mufti Sanaullah Qasmi